Band Darwaze ke Peechhe,
Kuchh Raaz Chhupaye baitha hu,
Karta hu Inkaar Jiska,
Wo Ikraar Chhupaye baitha hu,
Kar na paya Izhaar jo,
To Anjaam ye hua 'Danish',
Ki Rokar aaya hu Abhi,
Aur ye Haalaat Chhupaye baitha hu,
Apne Jo the hue Begaane Humse,
Ye Jazbaat Chhupaye baitha hu,

Kisko Apna Kahu Jahaa Mein?
Ye Armaan Chhupaye baitha hu
Band Darwaze ke Peechhe,
Kuchh Raaz Chhupaye baitha hu........
Shukriya
- Aapka 'Danish'
Kuchh Raaz Chhupaye baitha hu,
Karta hu Inkaar Jiska,
Wo Ikraar Chhupaye baitha hu,
Kar na paya Izhaar jo,
To Anjaam ye hua 'Danish',
Ki Rokar aaya hu Abhi,
Aur ye Haalaat Chhupaye baitha hu,
Apne Jo the hue Begaane Humse,
Ye Jazbaat Chhupaye baitha hu,

Kisko Apna Kahu Jahaa Mein?
Ye Armaan Chhupaye baitha hu
Band Darwaze ke Peechhe,
Kuchh Raaz Chhupaye baitha hu........
Shukriya
- Aapka 'Danish'
No comments:
Post a Comment